This is Blogger Class NO# 11, in this blog you can learn how to Import, Export and Delete Blogger Blogs in Urdu Language OR Hindi Language. In Blogger Blog tool you can export a copy of your blog to your computer and import the posts and comments into a different Blogger blog. When you import .xml file of any blog, by default, all of your imported posts will remain unpublished until you publish them from your dashboard later. However, if you would rather have all posts published immediately, make sure to check the box next to Automatically publish all imported posts before you click Import Blog. Watch, Learn and Share with your Friends and Family.
Import Export and Delete Blog
- YouTubeÂ
- Vimeo
Topic 15 and 14 Main Complete Seekhaya hai main ne
http://www.muhammadniaz.net/2015/04/24/blogger-topic-15/
and
http://www.muhammadniaz.net/2015/04/18/blogger-topic-14/
G Karachi main Computer Institute mojod hai
ap GoDaddy se Purchase ker li jiye
3Ds MAX ka kio bi Version
ye Asan nahi hai agar ao 3D Graphics Jante hai jabbi bana Sakte hai Werna Fazol hai
acha main samja ka bluff titler ke jesa hota he kya ap mujay bana dega same ap ke jesa he main website ka name batao shanpasha1
ye he pls banadey main ne apna tutorial k start me lagana he ab ap k ans ka wait karoga ga tutorial banoa ga phir bad me pehla title
27 Hours main Render hota hai is ka
I don’t have time
agar ap mujay bana de to main ap ko pay karo ga
main Payee ke liye help nahi kerta Brother
to phir ahsan hi kardy asa bana dy mera ye kam ap ky elawa koi aur b to nhi na kar sakta i respect you niaz bhai and im your big fan i like your video title so much
http://www.muhammadniaz.net/?s=3Ds+MAX
Walikum Salam Muhammad Shayan
Filhal aisa kio Software mari nazar main nahi hai
kio Masla nahi hai ap Free use kar sakte hai
main ne Buy ki hoyi ti
acha to bhai jaan ye bataye ap ka agar main apni site par live tv ka b option daldo embed code k sath to google adsense lene k liye koi masla to nhi ye copy right me to nhi na ata
Embed code agar Apni Website ka ho tab Banned hota hai Dosri Website ka ho tab Bohut kaam Banned karte hai Jab Popular ho jaye wo Site tab Banned ker daite hai
But main ne ap ko Mashwara nahi deya ta ye ap ki apni Mistake hai
G Bilkul
But Main Dailymotion pe Upload nahi ki ti:)
Mera Blogger nahi hai Bro
Windows main apna Option hota hai INSHALLAH moqa Milla to is ke liye bi Video Launch ker donga
nahi aisa nahi hai ap ne kis type ki video Banai ti
nahi ye Nahi ho ga But IDM Action le Sakta hai Sirf
un Movie ki alag Category mojod hai
Dailymotion kod Delete nahi kerwata Balke Copyright Holder ki Request ati hai tab
g Bana Sakte hai likin us ka Ziyada Faida nahi
Walikum Salam
Copyright ho ga
ok
INSHALLAH main kisi Video main is ke bare main Information de donga
i will add Tutorial for this
3Ds MAX se http://www.muhammadniaz.net/2014/09/11/3ds-max-2011/
Edit nahi karta Dear kod si Banaya ta
us main Changing ker ke edit kare
nahi aisa nahi hota agar account ap ke naam pe ho
Thanks
un Logon ni Reason de ho gi Email ID pe
reason to di he par mujay english khas nhi parni ati islya mujay khas nhi pata chala ap pls ye bataye k account again enable ho sakta he kya
wo WORDS Yahan Type ker de main phar ki ap ko bata donga
wesa to video main khud creat kr k upload ki the bluff titler se create ki thee maine
ap Dailymotion ko Email ker di jiye ye sirf wahi Active ker sakte hai
But Dear mare Pass ap ka Comment nahi aya hai main Spam main ap ka Comment Dekta houn agar Wahan howa to answer de donga, Shukriya